Send the latest Eid ul fiter Urdu Chand Raat Poetry 2024 free online. Chand Raat Sms, Wishes/Quotes in Urdu Hindi free. Best Eid Ul Fitr Chand Raat Mubarak SMS Poetry in Urdu free.
sath khushian hazar laee haitum chaley aao aik lamhey ko
ham bhi manain ke eid aae haichaand bhia ya chand lamhon ko
jaisey tum ney jhalak dikhai haiham ne qismat ajeeb paee hai
Eid ka din hai aur judai haikeh rahe hai hawa mujhy yasir!
us ne mehndi abhi lagaii hai
Chand Raat Ko Eid Poetry by Waqas khalid
Ho Aisa K Teri Hathelioon Main Khud Ko Bikhrahon MainHar Khoshi Ki Tarh Teri Zaat Main Rahoon Har Lamhe
Tere Mukhre Pe Kiran Si Ban Kar Muskarahoon MainJaise Hawa Ati He Jaise Chandni Ati He Ghar Tere
Pata Tujhe Na Chale Is Andaz Se Kabhi Aaoon MainTere Dil Main Samaa Jaoon K Aisa Hi Ho Jae
Kabhi Darkan Ban Kar Tere Dil Ko Dharkahoon MainWo Jo Khanakti Hain Chamakti Hain Teri Nazook Kalayon Main
Ho Aisa K Khud Hi Woh Choraiaan Ban Jahoon Main
Chand Raat Ko Tujhe Khud Choorian Pehnahon Main
“Chand Raat Ko Tujhe Khud Choorian Pehnahoon Main
Jee Karta He Tujhe Khud Sanwaroon Sajahoon Main”
“Mehndi Ki Khushboo K Saat Teri Sansoo Main Utroon
Ho Aisa K Teri Hathelioon Main Khud Ko Bikhrahoon Main”
“Har Khushi Ki Tarha Teri Zaat Main Rahoon Har Lamhe
Tere Mukhre Pe Kiran Si Ban Kar Muskarahoon Main”
“Jaise Hawa Ati He Jaise Chandni Ati He Ghar Tere
Pata Tujhe Na Chale Is Andaz Se Kabhi Aaoon Main”
“Tere Dil Main Samaa Jaoon K Aisa Hi Ho Jae
Kabhi Darkan Ban Kar Tere Dil Ko Dharkahoon Main”
“Wo Jo Khanakti Hain Chamakti Hain Teri Nazook Kalayoon Main
Ho Aisa K Khud Hi Wo Choraiaan Ban Jahoon Main”
Chand Raat Aur Palkon Par
“Chand Raat Aur Palkon Par
Tery Khawab Sajaye”
“Kabhi Chand Ko Daikhain
Kabhi Tera Rasta Daikhain”
“Aas K Bandhan Baandhain
Kabhi Ghar Ka Suuna Aangan”
“Tery Qehqhon Say Hansta Daikhain
Magar Par Intzar-E-Yaar Liye”
“Kuch Guzashta Hai Paivasta Yadain
Kuch Adh Khili Kaliyon Ki Batain”
“Kuch Saraab
Adhooray Khawab
Aur Khawabon K Gulaab”
“Kuch Be-Qrariyan Ley Kr
Akaila Betha Sochoun”
“K Ab K Bhala Tou Kyun Aaye Gi
Kahan Meri Soi Nagri Bhaaye GI”
“Teri Manzal Zar Ka Rasta
Tou Aakhir Kyun Aaye Gi”
“Chalo Youn To Youn He Sahi
Tery Bgair Guzari Hai
Tery Bgair Guzarain Gay
“Her EiD”